Meaning ofSee meaning aavaaz-e-suur in English, Hindi & Urdu
English meaning of aavaaz-e-suur
Noun, Feminine
- sound of Israfil's trumpet, horn on the day of resurrection
Sher Examples
ilāhī hashr meñ āvāz-e-sūr sun kyūñkar
uThūñgā aah maiñ bār-e-gunāh ke maare
ilahi hashr mein aawaz-e-sur sun kyunkar
uThunga aah main bar-e-gunah ke mare
āvāz-e-sūr sun ke kahā dil ne qabr meñ
kis kī barāt aa.ī ye baajā kidhar bajā
aawaz-e-sur sun ke kaha dil ne qabr mein
kis ki baraat aai ye baja kidhar baja
ġhāfil haiñ is qadar ki guzartā hai ye gumān
ham ko jagā na pā.egī āvāz-e-sūr tak
ghafil hain is qadar ki guzarta hai ye guman
hum ko jaga na paegi aawaz-e-sur tak
आवाज़-ए-सूर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- वो आवाज़ जो क़ियामत से पहले इसराफ़ील नाम फ़रिश्ता बुलंद करेगा और इस की दहश्त से दुनिया फ़ना हो जाएगी
آوازِ صُور کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- وہ آواز جو قیامت سے پہلے اسرافیل نام فرشتۂ غیبی بلند کرے گا اور اس کی دہشت سے کل دنیا فنا ہو جائے گی
Urdu meaning of aavaaz-e-suur
- Roman
- Urdu
- vo aavaaz jo qiyaamat se pahle israafiil naam farishta-e-Gaibii buland karegaa aur is kii dahasht se kal duniyaa fan ho jaa.egii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aavaajesur, English meaning of aavaazesoor
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaamil
कामिल
.کامِل
expert, skillful
[ Badhayi, kumhar waghaira ilm-e-dast-kaari (Handicraft Art) mein kamil hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amvaat
अम्वात
.اَمْوات
deaths, casualties
[ Coronavirus ki wajah se duniya bhar mein bahut zyada amwat huyi thin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tauhiin
तौहीन
.تَوہِین
insult, disgrace, contempt, dishonour
[ Kisi bhi zaban ka mazaq udana us zaban ke bolne walon ki tauhin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahmaq
अहमक़
.اَحْمَق
fool, simpleton, booby, blockhead, idiot, stupid
[ Baar-baar ek hi ghalti karne wala insan ahmaq hi samjha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tauqiir
तौक़ीर
.تَوقِیر
honour, respect, reverence, veneration
[ Jo insan dusron ki tauqir karta hai, vo khud bhi izzat pata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaujain
ज़ौजैन
.زَوجَین
husband and wife, spouses
[ Zaujain ke bich choti choti baton mein bardasht rishte ko sanwarti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aziiz
'अज़ीज़
.عَزِیز
a dear friend, friend
[ Jawan bete ki maut se sogowar khandan ko unke aziz aur rishtedar log dilasa dila rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ibtidaa
इब्तिदा
.اِبْتِدا
beginning, commencement
[ Do mulkon ke darmiyan amn ki ibtida baat-cheet se huyi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sogvaar
सोगवार
.سُوْگْوار
sorrowful, mourning
[ Maasum bachche ki maut ne pure muhalle ko sogvaar kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
miiraas
मीरास
.مِیراث
ancestral or hereditary estate or property, inheritance
[ Ye baat sab ko malum thi ki miras bahut aziz (Favourite) chiz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aavaaz-e-suur)
aavaaz-e-suur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone