Search results
Saved words
Showing results for "aah-o-fuGaa.n"
Meaning ofSee meaning aah-o-fuGaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of aah-o-fuGaa.n
Noun, Feminine
- sighing and crying
Sher Examples
letā na agar dil tumheñ detā koī dam chain
kartā jo na martā koī din āh-o-fuġhāñ aur
leta na agar dil tumhein deta koi dam chain
karta jo na marta koi din aah-o-fughan aur
banoge dost mire tum bhī dushmano ik din
mirī hayāt kī āh-o-fuġhāñ suno to sahī
banoge dost mere tum bhi dushmano ek din
meri hayat ki aah-o-fughan suno to sahi
kalejā mire muñh ko aa.egā ik din
yūñhī lab par āh-o-fuġhāñ aate aate
kaleja mere munh ko aaega ek din
yunhi lab par aah-o-fughan aate aate
आह-ओ-फ़ुग़ाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- रोना-पीटना, विलाप
آہ و فُغاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آہ و بکا، رونا پیٹنا، گریہ زاری، نوحہ و فریاد
Urdu meaning of aah-o-fuGaa.n
- Roman
- Urdu
- aah-o-baka, rona piiTnaa, giriya zaarii, nohaa-o-faryaad
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aahofugaan, English meaning of aahofughaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azm
'अज़्म
.عَزْم
determination, intention, aim
[ Agar azm kar liya jaye to koi kaam dushwar nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chilman
चिलमन
.چِلْمَن
venetian blind
[ Pahli martaba Bombay conference munaqida (organized) 1904 mein pas-e-chilman khwatin ko conference ke mabahis (discussion) aur taqreeron ke sunne ka mauqa diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mazluum
मज़लूम
.مَظْلُوم
oppressed, wronged, treated cruelly
[ Apna rob bithane ke vaste sainkdon aur hazaron mazlum aur masum ...... tah-e-tegh (under sword) kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahm
रह्म
.رَحْم
pity, mercy, compassion, kindness
[ Uski haqiqi bachchi Rajjo ki muhabbat ka vasta de kar rahm ki iltija ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mauqa'
मौक़ा'
.مَوقَع
time, chance, opportunity
[ Khushi ke mauqa par dost ek dusre ki shikayat bhul jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanziim
तंज़ीम
.تَنْظِیم
organization, society, party
[ Samaj Sudhar Samiti ek tanzim hai jo samaj ke liye kaam karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vakiil
वकील
.وَکِیل
vakeel, lawyer, advocate
[ Saalim ke walid (Father) Madras High Court mein wakeel the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samundar
समुंदर
.سَمُنْدَر
sea, ocean
[ Arshad moti, sankh waghaira samundar se paida-shuda ashiya ka karobar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahsuur
महसूर
.مَحْصُور
encompassed, surrounded, detained
[ Badshah ne apne qila mein mahsur ho kar ladayi ladi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajaavuzaat
तजावुज़ात
.تَجاوُزات
encroachments
[ Chandni Chauk ilaqa mein tajaavuzat ke khilaf muhim zoron par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aah-o-fuGaa.n)
aah-o-fuGaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone