Search results
Saved words
Showing results for "aah-e-aatish-baar"
Meaning ofSee meaning aah-e-aatish-baar in English, Hindi & Urdu
English meaning of aah-e-aatish-baar
Adjective
- fiery sigh
Sher Examples
nahīñ ye hai gulāl-e-surḳh uḌtā har jagah pyāre
ye āshiq kī hai umḌī āh-e-ātish-bār holī meñ
nahin ye hai gulal-e-surKH uDta har jagah pyare
ye aashiq ki hai umDi aah-e-atish-bar holi mein
anjum-e-tābāñ falak par jāntī hai jis ko ḳhalq
kuchh sharāre haiñ vo merī āh-e-ātish-bār ke
anjum-e-taban falak par jaanti hai jis ko KHalq
kuchh sharare hain wo meri aah-e-atish-bar ke
hilā deñge abhī ai sañg-dil tere kaleje ko
hamārī āh-e-ātish-bār se patthar pighalte haiñ
hila denge abhi ai sang-dil tere kaleje ko
hamari aah-e-atish-bar se patthar pighalte hain
आह-ए-आतिश-बार के हिंदी अर्थ
विशेषण
- वह आह जो दिल-जली स्थिति में निकले, आह गर्म
- वेदना भरी आह
آہِ آتِشْ بار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- وہ آہ جو سوزش دل کی حالت میں نکلے، آہ گرم
- نہایت شدت سے کی گئی آہ
Urdu meaning of aah-e-aatish-baar
- Roman
- Urdu
- vo aah jo sozish dil kii haalat me.n nikle, aah garm
- nihaayat shiddat se kii ga.ii aah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aaheaatishbaar, English meaning of aheatishbar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musaavaat
मुसावात
.مُساوات
being equal (to), equality
[ Musawat ke zariya duniya mein amn qayam kiya jaa sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariif
शरीफ़
.شَریف
of high rank or dignity, exalted, eminent
[ Rajput rajaon mein Mewad ka Rana sabse bada aur sharif samjha jata tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaafiz
मुहाफ़िज़
.مُحافِظ
protector, guard, bodyguard
[ Hamare muhafizon ne Agra jate hue ek lalach diya tha ki Agra se jaldi wapasi karoge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaa'iz
वा'इज़
.واعِظ
preacher
[ Maulana Azad mujahid-e-azadi (Freedom Fighter) ke sath-sath ek achhe waaiz bhi the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaum
क़ौम
.قَوْم
nation
[ Tarikh mukhtalif qaumon ke urooj-o-zawal ki kahani kahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saame'iin
सामे'ईन
.سامِعِین
audience, listeners
[ Jalse mein maujood sabhi saame'iin apne leader ki baaton ko badi tavajjoh aur khamoshi se sun rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faateh
फ़ातेह
.فاتِح
conqueror
[ Changez Khan futuhat ke lihaz se duniya ka fateh-e-aazam hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaa.iq
शाइक़
.شائِق
desirous, fond, ardent, longing for
[ Naushad adab ka bada sha.iq hai vo har nayi kitaab padhne ki koshish karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazir
हाज़िर
.حاضِر
present, in attendance
[ Jashn-e-rekhta ke dauran Rekhta ke sabhi mulazimeen ka vahan haazir rahna zaroori aur lazmi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naaqid
नाक़िद
.ناقِد
critic, fault-finder
[ Naqid wahi behtar hai jo kisi ko sharminda karne ke bajaye uski islaah kare ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aah-e-aatish-baar)
aah-e-aatish-baar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone