Search results
Saved words
Showing results for "aadmii"
Meaning ofSee meaning aadmii in English, Hindi & Urdu
English meaning of aadmii
Noun, Masculine
- Man, human being (Lit. offspring of Adam), person, individual
- civilized person
- husband
- human race
- grown-up, adult
- people, masses
- servant, retainer
- messenger, runner
Sher Examples
ishq ne 'ġhālib' nikammā kar diyā
varna ham bhī aadmī the kaam ke
ishq ne 'ghaalib' nikamma kar diya
warna hum bhi aadmi the kaam ke
yahāñ libās kī qīmat hai aadmī kī nahīñ
mujhe gilās baḌe de sharāb kam kar de
yahan libas ki qimat hai aadmi ki nahin
mujhe gilas baDe de sharab kam kar de
har aadmī meñ hote haiñ das biis aadmī
jis ko bhī dekhnā ho ka.ī baar dekhnā
har aadmi mein hote hain das bis aadmi
jis ko bhi dekhna ho kai bar dekhna
gharoñ pe naam the nāmoñ ke saath ohde the
bahut talāsh kiyā koī aadmī na milā
gharon pe nam the namon ke sath ohde the
bahut talash kiya koi aadmi na mila
vaqt rahtā nahīñ kahīñ Tik kar
aadat is kī bhī aadmī sī hai
waqt rahta nahin kahin Tik kar
aadat is ki bhi aadmi si hai
आदमी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- मनुष्य, मानव, नर, मनुज, मानुष, इंसान, व्यक्ति, लोग, लोक, आदम की संतान
- पति, शौहर, स्वामी, स्त्री की दृष्टि से उसका विवाहित पुरुष
- कर्मी, कर्मचारी, किसी विशिष्ट कार्य के लिए नियुक्त किया हुआ व्यक्ति
- सभ्य, शिष्ट, मुहज्ज़ब लोग
- पुरुष, प्रौढ़ या वयस्क मनुष्य (बालक और स्त्री से भिन्न)
آدْمی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- قوت گویائی رکھنے والا حیوان، انسان، بشر، ابن آدم (جو ایک نظریے کے مطابق نوع حیوان سے ارتقا پاکر وجودمین آیا اور اعلیٰ ذہنی ساخت رکھتا ہے)
- وہ شخص جو نسلاً انسان ہو مگر اعلیٰ اخلاق انسانی سے متصف نہ ہو
- عمدہ اخلاق و صفات سے متصف شخص، مہذب شائستہ اور صاحب فہیم انسان
- نوکر، چاکر، خادم
- لوگ، خلقت، عوام
- قاصد، پیغامبر
- معتمد علیہ، وہ رفیق جس پر بھروسا ہو، بھروسے کا شخص
- خاوند، شوہر، آشنا
- بالغ، جوان
Urdu meaning of aadmii
- Roman
- Urdu
- quvvat-e-goyaa.ii rakhne vaala haivaan, insaan, bashar, iban-e-aadam (jo ek nazari.e ke mutaabiq no haivaan se irtiqaa paakar vajuud main aaya aur aalaa zahnii saaKhat rakhtaa hai
- vo shaKhs jo naslan insaan ho magar aalaa aKhlaaq insaanii se muttasif na ho
- umdaa aKhlaaq-o-sifaat se muttasif shaKhs, muhazzab shaa.ista aur saahib fahiim insaan
- naukar, chaakar, Khaadim
- log, Khalqat, avaam
- qaasid, paiGaambar
- motmad alaih, vo rafiiq jis par bharosaa ho, bharose ka shaKhs
- Khaavand, shauhar, aashnaa
- baaliG, javaan
Synonyms of aadmii
Idioms of aadmii
Compound words of aadmii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aadmee, English meaning of aadmi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aadmii)
aadmii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone