Search results
Saved words
Showing results for "aabgiina"
Meaning ofSee meaning aabgiina in English, Hindi & Urdu
English meaning of aabgiina
Sher Examples
jab uThe tūfāñ to koī chiiz zad meñ ho 'shakīl'
har bulandī ke liye ik ābgīna chāhiye
jab uThe tufan to koi chiz zad mein ho 'shakil'
har bulandi ke liye ek aabgina chahiye
ye duniyā hai yahāñ har ābgīna TuuT jaatā hai
kahīñ chhupte phiro āḳhir zamāna DhūñDh hī legā
ye duniya hai yahan har aabgina TuT jata hai
kahin chhupte phiro aaKHir zamana DhunDh hi lega
zarā sī Thes lagī thī ki chuur chuur huā
tire ḳhayāl kā paikar bhī ābgīna thā
zara si Thes lagi thi ki chur chur hua
tere KHayal ka paikar bhi aabgina tha
ayaañ hai shakl tirī yuuñ hamāre siina se
ki juuñ sharāb numāyāñ ho ābgīna se
ayan hai shakl teri yun hamare sina se
ki jun sharab numayan ho aabgina se
mastoñ kā dil hai shīsha aur sañg-dil hai saaqī
achraj hai jo na TuuTe patthar se ābgīna
maston ka dil hai shisha aur sang-dil hai saqi
achraj hai jo na TuTe patthar se aabgina
आबगीना के हिंदी अर्थ
آبْگِینَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- شیشہ، بلور، کان٘چ
- صراحی، مینا، شیشۂ مے
- الماس
Urdu meaning of aabgiina
- Roman
- Urdu
- shiisha, bilaur, kaanch
- suraahii, miinaa, shiisha-e-mai
- almaas
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aabgeena, English meaning of aabgina
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaama
ख़ामा
.خامَہ
pen, reed pen
[ Tum ise qalam kaho ya khama kya farq padta hai likhna hi to hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pistaaniya
पिस्तानिया
.پِسْتانیَہ
mammal
[ Khud insan bhi ek pistaniya yani doodh pilane wala haiwan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, sculptured, engraved, carved
[ Ghar ki tamir ke baad sajaane ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds, net, trap, prison, jail
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharh
शरह
.شَرْحْ
proportion, ratio, rate, value, price
[ Jo shakhs hamari muqarrara sharh se zyada lega wo khayanat-e-mali hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaaGaz
काग़ज़
.کاغَذ
paper
[ Usne sade kaghaz par mere dastkhat karaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Aasam mein chai ki kaasht hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, assassin, killer
[ Qatl karn ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqaarii
फ़क़ारी
.فَقاری
spinal
[ Insaan ek faqari janwar hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
iron bar, stake, spit
[ Daniyal ne salakh ko haath ke zor se tedha kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aabgiina)
aabgiina
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone