Search results
Saved words
Showing results for "yaadash-ba-KHair"
Meaning ofSee meaning yaadash-ba-KHair in English, Hindi & Urdu
English meaning of yaadash-ba-KHair
Persian, Arabic
- good remembrance, May he be in peace, whom we remember graciously may God preserve him!
Sher Examples
yādash-ba-ḳhair jab vo tasavvur meñ aa gayā
sher o shabāb o husn kā dariyā bahā gayā
yaadash-ba-KHair jab wo tasawwur mein aa gaya
sher o shabab o husn ka dariya baha gaya
vo din ga.e ki dil ko havas thī gunāh kī
yādash-ba-ḳhair zikr ab us kā na kījiye
wo din gae ki dil ko hawas thi gunah ki
yaadash-ba-KHair zikr ab us ka na kijiye
yādash-ba-ḳhair dil kā ḳhayāl aa ke rah gayā
is be-dilī meñ jiite haiñ kis be-hisī se ham
yaadash-ba-KHair dil ka KHayal aa ke rah gaya
is be-dili mein jite hain kis be-hisi se hum
यादश-ब-ख़ैर के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी
- उस की याद अच्छी रहे, किसी व्यक्ति की चर्चा चलने पर उसके लिए बोलते हैं, उसकी याद अच्छी रहे, किसी अपने को याद करते हुए इस वाक्य को बोला जाता है
یادَش بَخَیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی
- ذکر بخیر کا فارسی مرادف، کسی غائب دوست یا عزیز کا ذکر کرتے ہوئے بطور دعائیہ یہ کلمہ زبان پر لاتے ہیں یعنی ہم اس کا نام بھلائی سے لیتے ہیں اور اس کی ہر بلا سے حفاظت چاہتے ہیں، اگر کسی دوست کا ذکر ہورہا ہو اور وہ اتفاق سے آنکلے تو بھی یہ کلمہ بولتے ہیں
Urdu meaning of yaadash-ba-KHair
- Roman
- Urdu
- zikr baKhair ka faarsii muraadif, kisii Gaayab dost ya aziiz ka zikr karte hu.e bataur du.aaiyaa ye kalima zabaan par laate hai.n yaanii ham is ka naam bhalaa.ii se lete hai.n aur is kii har bala se hifaazat chaahte hain, agar kisii dost ka zikr horaha ho aur vo ittifaaq se aa nikle to bhii ye kalima bolte hai.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of yaadashbakhair, English meaning of yadashbakhair
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustafiid
मुस्तफ़ीद
.مُسْتَفِید
profiting, gaining, acquiring
[ Unhone notice bhijwaya ki agar kutub-khana band raha aur log mustafid na ho sake to aap ko.... is imarat ka kiraya dena hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harjaana
हर्जाना
.ہَرجانَہ
indemnity, damages, compensation
[ Fariq-e-sani (The Defendant) ko khasara uthana pade to wo naalish (Petition) harjana daaer kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Adalat ne police tahwil mein tausi ki aur mujrim ko hidayat ki ki aap police puchh-gachh mein ta.aawun karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haijaan
हैजान
.ہَیْجان
turbulence
[ Pareshaniyon se bhi aadmi haijan mein mubtala ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijrat
हिजरत
.ہِجرَت
migration
[ Quamon ke ek maqam se dusre maqam par hijrat ke bahut se waqiyat milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maKHzan
मख़ज़न
.مَخْزَن
granary
[ Urdu zaban na sirf junubi (Southern) Asia ki tahzeeb-o-saqafat ka makhzan balki un ke liye shah-rag (Jugular Vein) ke manind hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ma'aash
म'आश
.مَعاش
means of living, livelihood, subsistence
[ Najma ke sasurali kumbe mein koi fard aisa na tha jo uske sar par hath rakhta na uska koi zariya-e-ma.aash tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (yaadash-ba-KHair)
yaadash-ba-KHair
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone