Search results
Saved words
Showing results for "utaaraa"
Meaning ofSee meaning utaaraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of utaaraa
Noun, Masculine
Sher Examples
ab naza.a kā aalam hai mujh par tum apnī mohabbat vāpas lo
jab kashtī Dūbne lagtī hai to bojh utārā karte haiñ
ab naza ka aalam hai mujh par tum apni mohabbat wapas lo
jab kashti Dubne lagti hai to bojh utara karte hain
jis ne kuchh ehsāñ kiyā ik bojh sar par rakh diyā
sar se tinkā kyā utārā sar pe chhappar rakh diyā
jis ne kuchh ehsan kiya ek bojh sar par rakh diya
sar se tinka kya utara sar pe chhappar rakh diya
DhūñDtā huuñ maiñ zamīñ achchhī sī
ye badan jis meñ utārā jaa.e
DhunDta hun main zamin achchhi si
ye badan jis mein utara jae
اُتارا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (دریا کے) اس پار سئ اس پارجانے کا عمل ، عبور کرنا ، اُترنا .
- (اوپر سے نیچے) اُتارے جانے کا عمل .
- عارضی قیام ، نزول ، پڑاؤ کرنا .
- ازالہ ، دفعیہ (مرض اور نشے وغیرہ کا) .
- رد سحر، جھاڑ پھونک.
- (مسافر کے) اُترنے یا اُتارے جانے کی جگہ ، عارضی قیام گاہ ، پڑاؤ ، منزل ، ڈیرا، ٹانڈا.
- گھاٹ جہاں مسافروں کو اُتارنے کے لیےناو لگائی جائے ، جس جگہ سے دریا پار کیا جائے.
- گھاٹ یا کشتی کا بھاڑا یا پار اُتارے جانے کا محصول
- 9. مکان کا کرایہ
- . وار پھیر؛ وہ چیز جو نچھاور کی جائے ، صدقہ ، چاول یا آٹآ وغیرہ جسے برتن میں بھر کر آسیب زدہ یا بیمار پر سر سے پانو تک (سات مرتبہ) وار پھیر کیا جائے .
- بھوت وغیرہ کو پیش کی جانے والی قربانی یا صدقہ .
- نقل ، عکس، مثنّٰی .
- معافی کی زمین جو سرکار سے حق الخدمت میں ملے
- وہ زمین جو مندر کے لیے وقف ہو
Urdu meaning of utaaraa
- Roman
- Urdu
- (dariyaa ke) is paar su.ii us paar jaane ka amal, ubuur karnaa, utarnaa
- (u.upar se niiche) utaare jaane ka amal
- aarizii qiyaam, nuzuul, pa.Dhaa.o karnaa
- azaalaa, dafi.iyaa (marz aur nashe vaGaira ka)
- radd sahr, jhaa.D phuunk
- (musaafir ke) utarne ya utaare jaane kii jagah, aarizii qiyaamagaah, pa.Dhaa.o, manzil, Deraa, TaanDaa
- ghaaT jahaa.n musaafiro.n ko utaarne ke li.e naav lagaa.ii jaaye, jis jagah se dariyaa paar kiya jaaye
- ghaaT ya kshati ka bhaa.Daa ya paar utaare jaane ka mahsuul
- makaan ka kiraaya
- . vaar pher; vo chiiz jo nichhaavar kii jaaye, sadqa, chaaval ya aaTaa vaGaira jise bartan me.n bhar kar aasiib zada ya biimaar par sar se paanv tak (saat martaba) vaar pher kiya jaaye
- bhuut vaGaira ko pesh kii jaane vaalii qurbaanii ya sadqa
- naqal, aks, masnaaXaa.ii
- maafii kii zamiin jo sarkaar se haq alaKhadmat me.n mile
- vo zamiin jo mandir ke li.e vaqf ho
Related searched words
Showing search results for: English meaning of utara
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mustafiid
मुस्तफ़ीद
.مُسْتَفِید
profiting, gaining, acquiring
[ Unhone notice bhijwaya ki agar kutub-khana band raha aur log mustafid na ho sake to aap ko.... is imarat ka kiraya dena hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
harjaana
हर्जाना
.ہَرجانَہ
indemnity, damages, compensation
[ Fariq-e-sani (The Defendant) ko khasara uthana pade to wo naalish (Petition) harjana daaer kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Adalat ne police tahwil mein tausi ki aur mujrim ko hidayat ki ki aap police puchh-gachh mein ta.aawun karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haijaan
हैजान
.ہَیْجان
turbulence
[ Pareshaniyon se bhi aadmi haijan mein mubtala ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiqaam
इंतिक़ाम
.اِنْتِقام
revenge, retaliation
[ Bhagwan Ram ne Rawan ko mar kar Maate Site ka intiqam liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijrat
हिजरत
.ہِجرَت
migration
[ Quamon ke ek maqam se dusre maqam par hijrat ke bahut se waqiyat milte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maKHzan
मख़ज़न
.مَخْزَن
granary
[ Urdu zaban na sirf junubi (Southern) Asia ki tahzeeb-o-saqafat ka makhzan balki un ke liye shah-rag (Jugular Vein) ke manind hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ma'aash
म'आश
.مَعاش
means of living, livelihood, subsistence
[ Najma ke sasurali kumbe mein koi fard aisa na tha jo uske sar par hath rakhta na uska koi zariya-e-ma.aash tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (utaaraa)
utaaraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone