Search results
Saved words
Showing results for "taKHt-e-ravaa.n"
Meaning ofSee meaning taKHt-e-ravaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of taKHt-e-ravaa.n
Noun, Masculine
- a travelling throne erected on a platform carried on men's shoulders, a throne on which the king is carried
- a litter with poles (esp. for persons of rank and females)
- mobile throne flying sedan
- palanquin
- the throne of Solomon
- imaginary flying car in fairy tales
- (Metaphorically) imagination
Sher Examples
sāmnā karte haiñ jis vaqt gadā kā tere
bādshah taḳht-e-ravāñ par se utar lete haiñ
samna karte hain jis waqt gada ka tere
baadshah taKHt-e-rawan par se utar lete hain
taḳht-e-tābūt ravāñ bhī hai ajab taḳht-e-ravāñ
shaah takiye meñ pahuñchtā hai gadā se pahle
taKHt-e-tabut rawan bhi hai ajab taKHt-e-rawan
shah takiye mein pahunchta hai gada se pahle
saḳhtī-e-rāh-e-ishq se vāqif hue na paañv
josh-e-junūñ mire liye taḳht-e-ravāñ huā
saKHti-e-rah-e-ishq se waqif hue na panw
josh-e-junun mere liye taKHt-e-rawan hua
तख़्त-ए-रवाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ववह तख्त जो कहारों के द्वारा कंधों पर चलता है और जिस पर बादशाह सैर को जाता है, पैग़म्बर सुलैमान का उड़ने वाला तख़्त, उड़न-खटोला, वो काल्पनिक तख़्त जिस पर बैठ कर परियां उड़ा करती हैं, काग़ज़ों की बनी हुई सजावट जो बारात के आगे आगे होती है
- प्रतीकात्मक: विचारों की कल्पना, कल्पना
تَخْتِ رَواں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ہوا دار (بالخصوص وہ پالکی جو معززین شہر نیز خواتین کے لیے مستعمل تھی)
- وہ تخت جس پر بادشاہ سوار ہو کر نکلتا ہے
- اڑن کھٹولا، وہ افسانوی تخت جس پر بیٹھ کر پریاں پرواز کرتی ہیں
- کاغذوں کی بنی ہوئی سجاوٹ جو بارات کے آگے آگے ہوتی ہے
- حضرت سلیمان کا اُڑنے والا تخت
- (مجازاً) پرواز تخیل، خیالات کی یورش
- ایک قسم کا کجاوہ (جدید سہولتوں سے قبل حج کے موقع پر اونٹوں پشت پر بجائے عام کجاوہ کے جھولے باندھ دیئے جاتے تھے جس پر بیٹھ کر سفر تے تھے)
Urdu meaning of taKHt-e-ravaa.n
- Roman
- Urdu
- hu.aadaar (bilaKhsuus vo paalakii jo moazziziin shahr niiz Khavaatiin ke li.e mustaamal thii
- vo taKht jis par baadashaah savaar ho kar nikaltaa hai
- u.Dan khaTolaa, vo afsaanvii taKht jis par baiTh kar pariyaa.n parvaaz kartii hai.n
- kaaGzo.n kii banii hu.ii sajaavaT jo baaraat ke aage aage hotii hai
- hazrat sulemaan ka u.Dne vaala taKht
- (majaazan) parvaaz taKhayyul, Khyaalaat kii yurush
- ek kism ka kajaava (jadiid sahuulto.n se qabal haj ke mauqaa par u.unTo.n pusht par bajaay aam kajaava ke jhuule baandh di.e jaate the jis par baiTh kar safartay the
Showing search results for: English meaning of takhteravaan, English meaning of takhteravan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (taKHt-e-ravaa.n)
taKHt-e-ravaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone