Search results
Saved words
Showing results for "naGma-rez"
Meaning ofSee meaning naGma-rez in English, Hindi & Urdu
English meaning of naGma-rez
Persian, Arabic - Adjective
- singer, warbler, musician
- singing
Sher Examples
ik jhiil naġhma-rez ho ahl-e-safar ke saath
sarsabz duur tak saf-e-ashjār chāhiye
ek jhil naghma-rez ho ahl-e-safar ke sath
sarsabz dur tak saf-e-ashjar chahiye
har saañs us ke qadmoñ kī aahaT se naġhma-rez
har aan us kī rāhguzar kā pata chalā
har sans us ke qadmon ki aahaT se naghma-rez
har aan us ki rahguzar ka pata chala
phir naġhma-rez abr-e-bahārāñ hai āj-kal
phir chāk-e-dil ba-qadr-e-garebāñ hai āj-kal
phir naghma-rez abr-e-bahaaran hai aaj-kal
phir chaak-e-dil ba-qadr-e-gareban hai aaj-kal
नग़्मा-रेज़ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- गाना गाने वाला
نَغْمَہ ریز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- نغمہ گانے والا، نغمہ سرا
Urdu meaning of naGma-rez
- Roman
- Urdu
- naGmaa gaane vaala, naGmaasraa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of naghmarez, English meaning of nagmarej
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jurm
जुर्म
.جُرْم
illegal act, crime
[ Naa-baaligh (Minor) umr mein shadhi karna qanooni taur par jurm hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif Jaah ka maqbara hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fikr
फ़िक्र
.فِکْر
thought
[ Ye baat taslim ki jati hai ki ghaur-o-fikr ka markaz hamara dimagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paayanda
पायंदा
.پایَنْدَہ
one that provides durability, firmness
[ Jab tak duniya hai bhalaayi zinda wa payanda rahegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHubs
ख़ुब्स
.خُبْث
wickedness, depravity
[ Aalam (the world) yaani hasti se khubs ka bil-kulliya (totally) uth jana sahi nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, remedy, way
[ masalon se nipatne ke liye tadabir karni hi padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qist
क़िस्त
.قِسْط
division, portion, share
[ Ali ne apni fees ki qist jama karvaa di hai taki uska dakhila na roka jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fe'l
फ़े'ल
.فِعْل
deed, action, act, work, operation, labour
[ Ilm insaan ko achchhe fel karne ki himmat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafhuum
मफ़्हूम
.مَفہُوم
(metaphorical) sense, tenor, meaning, connotation
[ Saara ne kaha tha ki vo kal milegi, uska mafhoom tha ki vo hamaare sath vaqt guzaregi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zid
ज़िद
.ضِد
stubbornness, persistence, obduracy
[ hamein apni zid aur anaa ko chhor kar company ki kaamyabi ke liye ek sath mil kar kaam karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naGma-rez)
naGma-rez
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone