Search results
Saved words
Showing results for "ishtiraak"
Meaning ofSee meaning ishtiraak in English, Hindi & Urdu
English meaning of ishtiraak
Noun, Masculine
- partnership, collaboration, participation, share, partner
- uniformity, compatibility, analogy, Polytheism
- the theory of common ownership of national resources of production, socialism, Marxism, communism
Sher Examples
sahrā ke ishtirāk pe raazī the sab farīq
mahmil kā jo fasād thā ushshāq meñ rahā
sahra ke ishtirak pe raazi the sab fariq
mahmil ka jo fasad tha ushshaq mein raha
aisā thā dil kā sāneha vo sañg-dil bhī ro paḌā
'ḳhālid' ne jab zarā se ġham kā ishtirāk kar liyā
aisa tha dil ka saneha wo sang-dil bhi ro paDa
'KHalid' ne jab zara se gham ka ishtirak kar liya
ab us se tark-e-ta.alluq karūñ to mar jā.ūñ
badan se ruuh kā is darja ishtirāk huā
ab us se tark-e-talluq karun to mar jaun
badan se ruh ka is darja ishtirak hua
इश्तिराक के हिंदी अर्थ
اِشْتِراک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پیداوار کے ذرائع پر مشترکہ قومی ملکیت کی تنظیم کا نظریہ یا تحریک، کسی اخبار یا رسالے وغیرہ کی خریداری میں شرکت، ترکیب میں مستعمل، کام بقدر صلاحیت اور اجرت بقدر محنت کا نظام، تناسل میں شرکت، جفتی یا پیوند کاری، سوشلزم، کمیونزم، مارکسیزم
- شرکت، ساجھا، شریک ہونا یا مشترک ہونا، رفاقت، میل جول، تعاون، شریک کار ہونا
- شرک، خدا کی ذات یا صفات یا خصائص نبوت میں شریک کرنا یو ہونا
- یکسانی، مطابقت، مشابہت
Urdu meaning of ishtiraak
- Roman
- Urdu
- paidaavaar ke zaraa.e par mushtarkaa qaumii milkiyat kii tanziim ka nazariya ya tahriik, kisii aKhbaar ya risaale vaGaira kii Khariidaarii me.n shirkat, tarkiib me.n mustaamal, kaam baqdar salaahiiyat aur ujrat baqdar mehnat ka nizaam, tanaasul me.n shirkat, juftii ya paivand kaarii, soshlizm, kamyuunizam, maaraksiizam
- shirkat, saajhaa, shariik honaa ya mushtark honaa, rifaaqat, mel jol, ta.aavun, shariik kaar honaa
- shirk, Khudaa kii zaat ya sifaat ya Khasaa.is nabuvvat me.n shariik karnaa yuu honaa
- yaksaanii, mutaabiqat, mushaabahat
Synonyms of ishtiraak
Antonyms of ishtiraak
Compound words of ishtiraak
Showing search results for: English meaning of ishtiraaq, English meaning of ishtirak
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ishtiraak)
ishtiraak
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone