Search results
Saved words
Showing results for "dil"
Meaning ofSee meaning dil in English, Hindi & Urdu
English meaning of dil
Noun, Masculine
- heart (the organ)
- soul, mind
- courage, bravery, valour
- feeling, emotion
- spirit, conscience
- generosity, munificence
- will, willingness
- generosity, munificence, magnanimity
- will, willingness, readiness, preparedness
- nature, temperament, disposition, temper, mood
- center, axis, a place to which a person or thing returns
- (mysticism) spiritual and divine favor
Sher Examples
dil ābād kahāñ rah paa.e us kī yaad bhulā dene se
kamra vīrāñ ho jaatā hai ik tasvīr haTā dene se
dil aabaad kahan rah pae us ki yaad bhula dene se
kamra viran ho jata hai ek taswir haTa dene se
aur kyā dekhne ko baaqī hai
aap se dil lagā ke dekh liyā
aur kya dekhne ko baqi hai
aap se dil laga ke dekh liya
ranjish hī sahī dil hī dukhāne ke liye aa
aa phir se mujhe chhoḌ ke jaane ke liye aa
ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
aa phir se mujhe chhoD ke jaane ke liye aa
tumhārā dil mire dil ke barābar ho nahīñ saktā
vo shīsha ho nahīñ saktā ye patthar ho nahīñ saktā
tumhaara dil mere dil ke barabar ho nahin sakta
wo shisha ho nahin sakta ye patthar ho nahin sakta
dil nā-umīd to nahīñ nākām hī to hai
lambī hai ġham kī shaam magar shaam hī to hai
dil na-umid to nahin nakaam hi to hai
lambi hai gham ki sham magar sham hi to hai
दिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
शरीर के अंदर का हृदय नामक अंग, जिसकी सहायता से शरीर में रक्त का संचार होता है, कलेजा, हृदय
विशेष • हरारत-ए-ग़रीज़ी= (चिकित्सा) शरीर की वह भौतिक ऊष्मा जिस पर जीवन आधारित है
- मन, दिल, अंतस, जी, हृदय
- ध्यान, तवज्जोह, ख़याल
- हौसला, हिम्मत, साहस, बहादुरी, दिलेरी
- अनुभूति, भावनाएँ
- मस्तिष्क, दिमाग़, कल्पना
- बीच, मध्य
- दानशीलता, उदारता
- इच्छा, चाह, कामना
- मिज़ाज, स्वभाव
- केंद्र, धुरा, फिर के आने की जगह
دِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- سینے کے اندر قدرے بائیں جانب، الٹے پان سے ملتی ہوئی شکل کا اک عضو جس کی حرکت پر خون کی گردش کا مدار ہے، یہ مرکب ہے گوشت و عصب و لیف اور غشاء سخت سے اور سرچشمہ ہے حرارتِ غریزی اور روح حیوانی کا، اسی کی حرکت کے بند ہونے سے موت واقع ہو جاتی ہے، قلب
- خاطر، ضمیر، باطن، جی، قلب
- دھیان، توجہ، خیال
- حوصلہ، ہمّت، جرأت، شجاعت، دلیری
- احساس، جذبات
- ذہن، دماغ، تخیّل
- درمیان، وسط
- سخاوت، فیّاضی
- مرضی، خواہش، رغبت
- مزاج، طبیعت
- مرکز، محور، مرجع
- (تصوَف) لطیفۂ ربانی اور روحانی کو کہتے ہیں اور اسی کو حقیقتِ انسانی بھی کہتے ہیں کہ جو مدرک اور عالم اور عاشق اور عارف اور مخاطب اور معاتب ہے جس شخص نے کہ دل کو پایا اس نے حق کو پایا اور بعض لوگ منظر باری بھی کہتے ہیں
Urdu meaning of dil
- Roman
- Urdu
- siine ke andar qadre baa.e.n jaanib, ulTe paan se miltii hu.ii shakl ka ik uzuu jis kii harkat par Khuun kii gardish ka madaar hai, ye murkkab hai gosht-o-asab-o-liif aur Gashaa-e-saKht se aur sarchashmaa hai haraarat-e-Gariizii aur ruuh haivaanii ka, usii kii harkat ke band hone se maut vaaqya ho jaatii hai, qalab
- Khaatir, zamiir, baatin, jii, qalab
- dhyaan, tavajjaa, Khyaal
- hauslaa, himmat, jurrat, shujaaat, dilerii
- ehsaas, jazbaat
- zahan, dimaaG, taKhiiXyal
- daramyaan, vast
- saKhaavat, fiiXyaazii
- marzii, Khaahish, raGbat
- mizaaj, tabiiyat
- markaz, mahvar, marajjaa
- (tasavvuf) latiifa-e-rabbaanii aur ruhaanii ko kahte hai.n aur isii ko haqiiqat-e-insaanii bhii kahte hai.n ki jo mudrik aur aalam aur aashiq aur aarif aur muKhaatab aur mu.aatib hai jis shaKhs ne ki dil ko paaya is ne haq ko paaya aur baaaz log manzar baarii bhii kahte hai.n
Synonyms of dil
Rhyming words of dil
Compound words of dil
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaasa
असासा
.اَثاثَہ
goods
[ Chor ghar ka sara asasa chura kar le gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanhaa.ii
तन्हाई
.تَنْہائی
separation
[ Raat ki tanhayi mein jab duniya neend ka lutf uthati Yaqub ka dil bete ki yaad mein tadapta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zuhra
ज़ुहरा
.زُہْرَہ
the planet Venus
[ Ham ba-zariya-e-durbin ke Zohra ko dekhte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hamdard
हमदर्द
.ہَمدَرد
sympathiser
[ Urdu idaron ko hamdard logon ki bahut zarurat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaabita
ज़ाबिता
.ضابِطَہ
custom, control, discipline
[ Zindagi mein sukoon-o-chain ke liye zaroori hai ki koi zabita ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazma
हाज़मा
.ہاضمَہ
digestion
[ Pani ragon mein tamam haazma ki raah ho kar guzarta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rihaa.ii
रिहाई
.رِہائی
deliverance, escape, freedom release, discharge
[ Wazir sachcha hai ab qaid-khane se rihayi pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.inda
आइंदा
.آئِنْدَہ
future, futurity
[ aainda ki fikr aaj fuzool hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tohfa
तोहफ़ा
.تُحْفَہ
a gratuitous gift, present
[ Wazir-e-aazam ke zuaq-o-shauq (great pleasure) sirf kuchh tohfe tahaaef lene ke liye bahut the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kohna
कोहना
.کُہْنَہ
old, ancient, obsolete
[ Kohna rasmein ab bhi hamare khaandaan mein bahut ahmiyat rakhti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (dil)
dil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone