Search results
Saved words
Showing results for "chaah-e-baabil"
Meaning ofSee meaning chaah-e-baabil in English, Hindi & Urdu
English meaning of chaah-e-baabil
Noun, Masculine
- the pit of Babel, a well where two fabulous angels, called Harut and Marnt, are said to hang with their heads downwards and to teach magic to mankind (are said to be hung as penalty for their love for Venus)
- (Metaphorically) the center of magic, the magic hub
चाह-ए-बाबिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह कुआँ जिसमें ‘हारूत' और ‘मारूत' नाम के दो फ़िरिश्ते बंद है, और जो लोगों को जादू सिखाते हैं
- (लाक्षणिक) बाबिल के कुआँ में बंदि एवं दंडशील फ़रिश्ते जिन्हें जादू-टोने का केंद्र माना जाता है, जादू का गढ़
چاہِ بابِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بغداد سے جنوب کی طرف تقریباً پچپن میل کے فاصلہ پر ایک چوکور کن٘واں جس کا قطر تین فٹ کے قریب ہے اس کنویں کے متعلق کہا جاتا ہے کہ اس میں ہاروت و ماروت الٹے لٹکے ہوئے ہے ہیں اور قیامت تک لٹکے رہیں گے علمائے یہود کا کہنا کے کہ زمین پر قیام کے دوران ہاروت اور ماروت کی نگاہ ایک خوبصورت عورت زہرہ پر پڑی اور وہ اس کی قربت کے طلب گار ہوئے زہرہ کے کہنے پر انھوں نے شراب خوری، بت پرستی اور قتل و غارت تک سے گریز نہ کیا یہاں تک کہ اسم اعظم بھی (جس کی ممانعت تھی) زہرہ کو سکھا دیا زہرہ اسم اعظم کی برکت سے آسمان پر چلی گئی اور ہاروت ماروت خدا کے غضب میں مبتلا ہو کر چاہ بابل میں قید ہوئے، قرآن پاک میں ہاروت و ماروت کا نام آیا ہے مگر مذکورہ قصے کی طرف کوئی اشارہ موجود نہیں
- (کنایۃً) چاہ بابل میں مقید و عذاب میں مبتلا فرشتے جنھیں جادو ٹونے کا مرکز خیال کیا جاتا ہے، جادو کا گڑھ
Urdu meaning of chaah-e-baabil
- Roman
- Urdu
- baGdaad se junuub kii taraf taqriiban pachpan mel ke faasila par ek chaukor kanvaa.n jis ka qutar tiin fuT ke qariib hai is ku.nve.n ke mutaalliq kahaa jaataa hai ki is me.n haaruut-o-maaruut ulTe laTke hu.e hai hai.n aur qiyaamat tak laTke rahenge ulmaa.e yahuud ka kahnaa ke ki zamiin par qiyaam ke dauraan haaruut aur maaruut kii nigaah ek Khuubsuurat aurat zuhra par pa.Dii aur vo us kii qurbat ke talabgaar hu.e zuhra ke kahne par unho.n ne sharaabakhorii, butaprastii aur qatal-o-Gaarat tak se gurez na kiya yahaa.n tak ki ism-e-aazam bhii (jis kii mumaanat thii) zuhra ko sikhaa diyaa zuhra ism-e-aazam kii barkat se aasmaan par chalii ga.ii aur haaruut maaruut Khudaa ke Gazab me.n mubatlaa ho kar chaah-e-baabul me.n qaid hu.e, quraan-e-paak me.n haaruut-o-maaruut ka naam aaya hai magar mazkuura qisse kii taraf ko.ii ishaaraa maujuud nahii.n
- (kanaa.en) chaah-e-baabul me.n muqayyad-o-azaab me.n mubatlaa farishte jinhe.n jaaduu Tone ka markaz Khyaal kiya jaataa hai, jaaduu ka ga.Dh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chaahebaabil, English meaning of chahebabil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (chaah-e-baabil)
chaah-e-baabil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone