Search results
Saved words
Showing results for "baaharii"
Meaning ofSee meaning baaharii in English, Hindi & Urdu
English meaning of baaharii
Sher Examples
bāharī duniyā ko dānoñ meñ phirānā ḳhuub hai
mimbar-o-mehrāb meñ tasbīh le kar kyā kareñ
bahari duniya ko danon mein phirana KHub hai
mimbar-o-mehrab mein tasbih le kar kya karen
bāharī rañg-o-nūr ḳhuub sahī
par ḳhazāna to ghar meñ rakkhā hai
bahari rang-o-nur KHub sahi
par KHazana to ghar mein rakkha hai
ajab dabāo hai un bāharī havāoñ kā
gharoñ kā bojh bhī uThtā nazar nahīñ aatā
ajab dabao hai un bahari hawaon ka
gharon ka bojh bhi uThta nazar nahin aata
बाहरी के हिंदी अर्थ
باہَری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- باہر نکلا ہوا، جو خارج میں نظر آتا ہو
- اجنبی، غیر ملکی، بیرونی
- عالم ظاہر سے تعلق رکھنے والا، مادی، روحانی کی ضد
- کشتی کا ایک دان٘و جس کی صورت یہ ہوتی ہے کہ ”جب حریف داہنے پین٘ترے پر کھڑا ہو کرداہنا ہاتھ بڑھاتا ہے تو مقابل اپنے بائیں ہاتھ سے حریف کی داہنی کلائی پکڑ کر اور اپنا داہنا ہاتھ حریف کے داہنے بازو کے اوپر لپیٹ کر اپنی داہنی ٹان٘گ حریف کی داہنی ٹان٘گ میں باہرت سے مارتا ہے جس سے حریف چت گر جاتا ہے“.
- (ریاضی) بیرونی، خارجہ
Urdu meaning of baaharii
- Roman
- Urdu
- baahar nikla hu.a, jo Khaarij me.n nazar aataa ho
- ajnabii, Gair mulkii, bairuunii
- aalam-e-zaahir se taalluq rakhne vaala, maaddii, ruhaanii kii zid
- kshati ka ek daanv jis kii suurat ye hotii hai ki jab hariif daahine paintre par kha.Daa ho kar daahina haath ba.Dhaataa hai to muqaabil apne baa.e.n haath se hariif kii daahinii kalaa.ii paka.D kar aur apnaa daahina haath hariif ke daahine baazuu ke u.upar lapeT kar apnii daahinii Taang hariif kii daahinii Taang me.n baahrat se maartaa hai jis se hariif chitt gir jaataa hai
- (riyaazii) bairuunii, Khaarijaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baaharee, English meaning of baahari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baaharii)
baaharii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone